Bank of Baroda balance enquiry and mini statement
Doston aaj hamen janenge ki bank of Baroda balance enquiry aur mini statement kaise dekhen. Doston aaj ke jamane main Bank balance check karne ke liye Bank mein jana line mein khade rahana ek ya do ghante Tak kitna Ham pareshan Ho jaate Hain to doston aaj Ham jante Hain ki Ham kitni aasani se Ghar baithe apna bank account balance kar sakte hain.
Bank of Baroda balance enquiry toll free number ke fayde
- Aapko Bank mein baar baar jaane ki jarurat nahin padegi balance check karne ke liye.
- Line mein aap ko ek ya do ghante Tak khade nahin rahana hoga.
- Aapne ghar se Hi apne Android mobile ya local mobile mein bhi apna bank account balance check kar sakte hain vah bhi Ghar baithe.
Note : eSeva ka labh lene ke liye aapko apne Bank Branch mein jakar apna mobile number bank account se register karna hai agar aapka mobile number pahle se register hai to aap is Seva ka labh Le sakte hain.
Bank of Baroda balance enquiry number
8468001111
Is number per aapko miss call dena hai uske bad aapko ek message aaega usmein aapka bank balance dikhai dega. Aur niche wale mini statement wale number mein bhi sem yahi process hai aapko message aayenge.
Bank of Baroda mini statement number
8468001122
tu dekha doston aap kitni aasani se Ghar baithe apne mobile se apna bank balance check kar sakte hain agar aapka Bank of Baroda main account to aap Ghar baithe hi bahut aasani se apna balance enquiry kar sakte hain.Doston aapko is post se kuchh help Mil Hi Ho to mujhe comment karke jarur bataiye hamen achcha lagega.
Thanks for Reading.
0 Comments
आपका स्वागत हैं | हमारे वेबसाइट पर आपको कैसी लगी पोस्ट निचे कमेंट में जरुर बताई | धन्यवाद् !!!